
Hindi lyrics · 2017
Bandook Meri Laila Lyrics
Ash King, Jigar Saraiya, Raftaar
From A Gentleman
Haaye haaye haaye Tu aise aaye aaye aaye Meri aankhon mein explode kardi ae Dhayein dhayein dhayein Dil ko udaye aaye aaye Mere khwabon ko reload kardi ae O seene mein tune Bullet utaari toh Ude jugnoo haan ude jugnoo Le gayi dil ko kudi tu shikari Bana Majnu main, bana Majnu Bandook meri Laila
(2 times) Ban meri Laila Ban ban meri Laila (3 times) Main hoon nishana Bandook meri Laila
Kudi tu lage Beretta ki beti Tenu vekheya te khinch gayi peti Tere liye kha loon seene pe goli Phir kyun tu mujhko hi goli deti Hate nazar na tere figure se Jaye ungli yeh seedhe trigger pe Jo nishana tana jaana teri nazron pe Shooter kehne lage sab mujhe ghar pe Haha
Ban meri Laila
o
(4 times) Ban meri Laila
Laila! (4 times) Aaye haaye haaye Yeh goli daayein baayein jaaye Har disha mein yeh vishphot kardi ae Jaaye jaayein jaayein Jiya na jaaye jaaye jaaye Meri jaan pe yun chot kardi ae O seene mein tune bullet utaari toh Ude jugnoo haan ude jugnoo Le gayi dil ko kudi tu shikari Bana Majnu main, bana Majnu Bandook meri Laila
(2 times) Ban meri laila Ban ban meri laila (3 times) Main hoon nishana Bandook meri Laila
Respect!
Pyar!
Mera Bro Raftaar Laila phenke nehle pe dehla Main phans gaya gehra Yeh pyaar hai pehla Laila teri baat bhi yaad hai Daant’ti thi raat ko late na rehna Toh jaldi aaunga main ghar Tu karle sabar Bilkul bhi na darr Main kaam bhi ghar se lun kar Tu ghar pe toh aaja Mrs. ban kar Ban meri laila Ban ban meri Laila (3 times) Main hoon nishana Tu gun meri Laila Ban meri laila Ban ban meri Laila (3 times) Main hoon nishana Bandook meri Laila
Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Bandook Meri Laila is a Hindi song from A Gentleman (2017). It is sung by Ash King, Jigar Saraiya and Raftaar. The song has lyrics by Vayu and music by Sachin–Jigar. Starring Sidharth Malhotra Jacqueline Fernandez. Music label: T-Series.
A little more context
About this song
Who sang Bandook Meri Laila?
Bandook Meri Laila is sung by Ash King, Jigar Saraiya, Raftaar.
Who wrote the lyrics of Bandook Meri Laila?
The lyrics of Bandook Meri Laila were written by Vayu.
Who composed the music for Bandook Meri Laila?
The music of Bandook Meri Laila was composed by Sachin–Jigar.
Which movie or album is Bandook Meri Laila from?
Bandook Meri Laila is a Hindi song from A Gentleman, released in 2017, starring Sidharth Malhotra Jacqueline Fernandez.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.