
Barfani Raatein is a Hindi song from Babumoshai Bandookbaaz (2017). It is sung by Armaan Malik. The song has lyrics by Ghalib Asad Bhopali and music by Gaurav Dagaonkar. Starring Nawazuddin Siddiqui, Bidita Bag, Jatin Goswami and 7 more. Music label: Saregama India Ltd..
Barfani Raatein lyrics
Ye barfani raatein Pighal jaane do, pighal jaane do Ye barfani raatein Pighal jaane do, pighal jaane do Sheet lehar si hain saanson mein Aanch mile teri bahoon mein Sheet lehar si hai saanson mein Aanch mile teri bahoon mein Aaj toh humein jal jaane do Jal jaane do Jal jaane do Jal jaane do… Ye barfani raatein Pighal jaane do… Pighal jaane do… Jee uthun main zaraa Tere honthon se hararat jo miley Jo odh lun main badan tera Bheege mann ko thodi raahat toh miley Main barkha ki ik boond hoon Tapti zameen ko jo choom loon Main barkha ki ik boond hoon Tapti zameen ko jo choom loon Bhaap mein mujhe dhal jaane do Jal jaane do Jal jaane do Jal jaane do… Sulge dil toh mile Kapkapati dhadkanon ko garmiyan Jazb ho iss tarah se hum Jism bhi na humare darmiyan Inn honthon pe jo nami Ik arse se hai jami Inn honthon pe jo nami Ik arse se hai jami Apne honthon mein ghul jaane do Jal jaane do… Jal jaane do Jal jaane do… Ye barfani raatein Pighal jaane do Pighal jaane do…
Lyrics are the property of their respective authors and Saregama India Ltd.. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Barfani Raatein?
- Barfani Raatein is sung by Armaan Malik.
- Who wrote the lyrics of Barfani Raatein?
- The lyrics of Barfani Raatein were written by Ghalib Asad Bhopali.
- Who composed the music for Barfani Raatein?
- The music of Barfani Raatein was composed by Gaurav Dagaonkar.
- Which movie or album is Barfani Raatein from?
- Barfani Raatein is a Hindi song from Babumoshai Bandookbaaz, released in 2017, starring Nawazuddin Siddiqui, Bidita Bag, Jatin Goswami.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.