
Dekha Hai Teri Aankhon Ko is a Hindi song from Coffy Bar. It is sung by Aryans.
Dekha Hai Teri Aankhon Ko lyrics
Album: Coffy Bar Released: 31/12/2007 Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Isme mera kasoor kya hai sanam Isme mera kasoor kya hai sanam Jaan-e-jana tujhey hai kasam Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Isme mera kasoor kya hai sanam Isme mera kasoor kya hai sanam Jaan-e-jana tujhey hai kasam Teri nigahon me Masti ki chaon me Duba hu mai is tarah Kaise batau mai Kisko sunau mai Jeeta hu mai kis tarha Isme mera kasoor kya hai sanam Isme mera kasoor kya hai sanam Jaan-e-jana tujhey hai kasam Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Tere hi sapnon me khokar mai soya Jaga na abtak yahaa Aati hai pal me Jati hai pal me Dhundu yaha se waha Isme mera kasoor kya hai sanam Isme mera kasoor kya hai sanam Jaan-e-jana tujhey hai kasam Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Dekha hai teri aankhon ko Chaha hai teri adaon ko Isme mera kasoor kya hai sanam Isme mera kasoor kya hai sanam
Lyrics are the property of their respective authors. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Dekha Hai Teri Aankhon Ko?
- Dekha Hai Teri Aankhon Ko is sung by Aryans.
- Which movie or album is Dekha Hai Teri Aankhon Ko from?
- Dekha Hai Teri Aankhon Ko is a Hindi song from Coffy Bar.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.