
Hindi lyrics · 1999
Ek Baar Tujhko Dekha Lyrics
From Deewana
Tera khayal mere dil se ja nahi sakta Tamam umar mein tujhko Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta Aaja Ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe Hmm ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe Deewana kiya hain teri yaadon ne Tu aake zara dekh le, aaja Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja) Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain Kash tujhe khabar hoti Yeh zindagi tujh bin har lamha Mujhe tadpaati hain Mein kya karu ?
Zindagi se bhaag kar kaha jau ?
Tera pata bhi to nahi Ashaon ka banke darpan Tune badla mera jeevan Anjaane mein jod di maine Tujhse apne dil ki dhadkan Aai hain yaad phir tu Phir hosh kho gaya Phir dil machal machal ke Betaab ho gaya Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne Tu aake zara dekh le, aaja Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja) Ab tak maine khwab jo dekhe Un khwabon ki chahat hain tu Lagta hain kyo aaisa mujhko Dil ki pehli hasrat hain tu Yeh meri beqaraari yeh meri bekhudi Has has ke roj mujhse karti hain dillagi Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne Tu aake zara dekh le, aaja Hoo deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja) Ek baar tujhko dekha Phir dekhu yeh dil kahe Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja) Deewana (deewana) Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne) Tu aake zara dekh le (dekh le) Aaja (aaja)
Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Ek Baar Tujhko Dekha is a Hindi song from Deewana (1999). It is sung by Sonu Nigam. The song has lyrics by Faaiz Anwaar and music by Sajid Wajid. Starring -. Music label: T-Series.
A little more context
About this song
Who sang Ek Baar Tujhko Dekha?
Ek Baar Tujhko Dekha is sung by Sonu Nigam.
Who wrote the lyrics of Ek Baar Tujhko Dekha?
The lyrics of Ek Baar Tujhko Dekha were written by Faaiz Anwaar.
Who composed the music for Ek Baar Tujhko Dekha?
The music of Ek Baar Tujhko Dekha was composed by Sajid Wajid.
Which movie or album is Ek Baar Tujhko Dekha from?
Ek Baar Tujhko Dekha is a Hindi song from Deewana, released in 1999, starring -.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.