
Hindi lyrics · 2017
Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa Lyrics
From Sheitaan
Hawaa mein jaisey anchal udaa, Yu lagge jaise badal challa, Tunne jo muska hai diya, Mehki hai ye sari fizza. (2 times) Mere tere pyar mein jhume haseen wadiya, Tham jayengi jane jaana jitni bhi hai aandiyan. (2 times) Hawaa mein jaisey anchal udaa…. Rutho na hamse tum Kaise manaye tumhe?
Dekho na hamko yu Dil se bulaye tumhe. (2 times) Meri aakhon mein dekh lo Chehra sazza hai tera. Meri baaton ko jaan lo Naam chupa hai tera. Hawaa mein jaisey anchal udaa…. (2 times) Raaz bayan nazaron se hon, Hothon pe sarhoshiyan. 2 pal hi mil jayen, Chahat mein nazdikiyan. (2 times) Meri aakhon mein dekh lo, Chehra sazza hai tera. Meri baaton ko jaan lo, Naam chupa hai tera. Hawaa mein jaisey anchal udaa, Yu lagge jaise badal challa, Tunne jo muska hai diya, Mehki hai ye sari fizza. (2 times) Mere tere pyar mein jhume haseen wadiya, Tham jayengi jane jaana jitni bhi hai aandiyan. (2 times) Hawaa mein jaisey anchal udaa….
Lyrics belong to their respective authors and Zee Music Company. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa is a Hindi song from Sheitaan (2017). It is sung by Sheryar Tiwana. The song has lyrics by Sheryar Tiwana and music by Sheryar Tiwana. Starring Nirab Hossain, Kavita Radheshyam, Meera and 3 more. Music label: Zee Music Company.
A little more context
About this song
Who sang Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa?
Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa is sung by Sheryar Tiwana.
Who wrote the lyrics of Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa?
The lyrics of Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa were written by Sheryar Tiwana.
Who composed the music for Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa?
The music of Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa was composed by Sheryar Tiwana.
Which movie or album is Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa from?
Hawaa Mein Jaisey Anchal Udaa is a Hindi song from Sheitaan, released in 2017, starring Nirab Hossain, Kavita Radheshyam, Meera.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.