
Hindi lyrics
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Lyrics
From Sanam Re
Music: Amaal Mallik Kya tujhe ab ye dil bataye Tujhpe kitna mujhe pyaar aaye Aansuon se likh doon main tujhko Koi mere bin padh hi naa paaye Yoon rahun chup, kuch bhi na bolun Barson lambi neendein so loon Jin aankhon mein tu rehta hain Sadiyon tak wo aankhen na kholun Mere ander khudko bhar de Mujhko mujhse khaali kar de (2times) Jis shaam tu naa miley Woh shaam dhalti nahi Aadat si tu ban gayi hai Aadat badalti nahi
Kya tujhe ab ye dil bataye Tere bina kyun saans na aaye Aansuon se likh doon main tujhko Koi mere bin padh hi naa paaye Mere ander khudko bhar de Mujhko mujhse khaali kar de (2times) Haathon se girne lagi Har aarzoo har duaa Sajde se main uth gaya Jis pal tu mera hua (2times) Kya tujhe ab ye dil bataye Kyu teri baahon mein hi chain aaye Aansuon se likh doon main tujhko Koi mere bin padh hi naa paaye Mere ander khudko bhar de Mujhko mujhse khaali kar de (2times) Aa… O o aa o
Lyrics belong to their respective authors. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye is a Hindi song from Sanam Re. It is sung by Falak Shabir. The song has lyrics by Manoj Muntashir. Starring Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela and 1 more.
A little more context
About this song
Who sang Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye?
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye is sung by Falak Shabir.
Who wrote the lyrics of Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye?
The lyrics of Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye were written by Manoj Muntashir.
Which movie or album is Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye from?
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye is a Hindi song from Sanam Re, starring Pulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.