Skip to content
LyricalNocturne
Main Hoon Saath Tere – Shaadi Mein Zaroor Aana song

Hindi song · 2017

Main Hoon Saath Tere Lyrics

From Shaadi Mein Zaroor Aana (2017)

Main Hoon Saath Tere is a Hindi song from Shaadi Mein Zaroor Aana (2017). It is sung by Arijit Singh. The song has lyrics by Shakeel Azmi, Kunaal Verma and music by Kaushik-Akash-Guddu. Starring Rajkummar Rao And Kriti Kharbanda. Music label: Zee Music Company.

137 views

Main Hoon Saath Tere lyrics

Aasmaan sitaaron se chhalakne laga Chand saa tu jo mujhme chamakne laga (2 times) Rahoon tere yoon paas main Banu tera ehsaas main Yaar jee loon aa teri har saans main Shaam saa tu dhalta Tu subah saa nikalta Tere saaye mein chalta Main hoon saath tere Main hoon saath tere Hai yehi iraada Tujhe chaahun khud se zyada Dil se hai yeh waada Main hoon saath tere (4 times) Seene mein tere pyaar ki Udti hai patange Udke yoon hawa mein tera Main aanchal huaa… O bheega hoon tere saath main Baarishon mein teri Bikhri jo teri zulf toh Main baadal huaa Teri kaali aankhein Mere khwaab ka hai dariya Main utar ke inmein kho gaya Hai yehi iraada Tujhe chaahun khud se zyada Dil se hai yeh vaada Main hoon saath tere (4 times) Tere hi liye raat bhi Din bhi main guzaarun Soye tu tujhe raat bhar main dekha karoon Mujhme tu kuch iss tarah se Ho gaya hai shaamil Tere bin chalun bheed mein Toh tanha lagun Aaina ho koyi Nazar aaye mujhko tu hi Main bhi tera chehra ho gaya Hai yehi iraada Tujhe chaahun khud se zyada Dil se hai yeh vaada Main hoon saath tere (4 times)

Lyrics are the property of their respective authors and Zee Music Company. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.

About this song

Who sang Main Hoon Saath Tere?
Main Hoon Saath Tere is sung by Arijit Singh.
Who wrote the lyrics of Main Hoon Saath Tere?
The lyrics of Main Hoon Saath Tere were written by Shakeel Azmi, Kunaal Verma.
Who composed the music for Main Hoon Saath Tere?
The music of Main Hoon Saath Tere was composed by Kaushik-Akash-Guddu.
Which movie or album is Main Hoon Saath Tere from?
Main Hoon Saath Tere is a Hindi song from Shaadi Mein Zaroor Aana, released in 2017, starring Rajkummar Rao And Kriti Kharbanda.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.