
Mere Khwabon Mein is a Hindi song from Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995). It is sung by Lata Mangeshkar. The song has lyrics by Anand Bakshi and music by Jatin Pandit, Lalit Pandit. Starring Shah Rukh Khan and Kajol. Music label: Yrf.
Mere Khwabon Mein lyrics
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Aake Mujhe Chhed Jaaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Aake Mujhe Chhed Jaaye Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Aake Mujhe Chhed Jaaye Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Kaisa Hai Kaun Hai Wo Jaane Kahan Hai Ho Kaisa Hai Kaun Hai Woh Jaane Kahan Hai Jiske Liye Mere Hoton Pe Aah Hai Apna Hai Ya Begana Hai Wo Sach Hai Ya Koi Afsana Hai Wo Dekhe Ghur Ghur Ke Yunhi Door Door Se Use Kahon Meri Neend Na Churaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Aake Mujhe Chhed Jaaye Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Jadoo Se Jaise Koi Chalne Laga Hai Ho Jadoo Se Jaise Koi Chalne Laga Hai Main Kya Karun Dil Machalne Laga Hai Tera Deewana Kehta Hai Wo Chup Chup Se Phir Kyon Rahta Hai Wo Kar Baitha Bhool Wo Le Aaya Phool Wo Use Kaho Jaaye Chaand Leke Aaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Aake Mujhe Chhed Jaaye Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Aake Mujhe Chhed Jaaye Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye.
Lyrics are the property of their respective authors and Yrf. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Mere Khwabon Mein?
- Mere Khwabon Mein is sung by Lata Mangeshkar.
- Who wrote the lyrics of Mere Khwabon Mein?
- The lyrics of Mere Khwabon Mein were written by Anand Bakshi.
- Who composed the music for Mere Khwabon Mein?
- The music of Mere Khwabon Mein was composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit.
- Which movie or album is Mere Khwabon Mein from?
- Mere Khwabon Mein is a Hindi song from Dilwale Dulhania Le Jayenge, released in 1995, starring Shah Rukh Khan, Kajol.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.