
Mujhko Barsaat Bana Lo is a Hindi song from Junooniyat (2016). It is sung by Armaan Malik. The song has lyrics by Rashmi Virag and music by Eet Gannguli. Starring Pulkit Samrat and Yami Gautam. Music label: T-Series.
Mujhko Barsaat Bana Lo lyrics
Mujhko barsaat bana lo Ik lammbi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana Mujhko alfaaz bana lo Dil ki awaaz bana lo Gehra sa raaz bana lo jaana Nasha hoon main behakne do Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo Ik lammbi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana Mujhe apne sirhane pe Thodi si jagah de do Mujhe neend na aane ki Koi toh wajah de do (2 times) Hawa hoon main lipat ne do Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo Ik lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana Tere sang guzar jaaye Yeh umar jo baki hai Hasdo na zara khul ke Kaahe ki udaasi hai (2 times) Subah hoon main aane do Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo Ik lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana (2 times)
Lyrics are the property of their respective authors and T-Series. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Mujhko Barsaat Bana Lo?
- Mujhko Barsaat Bana Lo is sung by Armaan Malik.
- Who wrote the lyrics of Mujhko Barsaat Bana Lo?
- The lyrics of Mujhko Barsaat Bana Lo were written by Rashmi Virag.
- Who composed the music for Mujhko Barsaat Bana Lo?
- The music of Mujhko Barsaat Bana Lo was composed by Eet Gannguli.
- Which movie or album is Mujhko Barsaat Bana Lo from?
- Mujhko Barsaat Bana Lo is a Hindi song from Junooniyat, released in 2016, starring Pulkit Samrat, Yami Gautam.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.