Skip to content
LyricalNocturne
Musafir – Shab song

Hindi song · 2017

Musafir Lyrics

From Shab (2017)

Musafir is a Hindi song from Shab (2017). It is sung by Kk. The song has lyrics by Amitabh S. Verma and music by Mithoon. Starring Raveena Tandon, Ashish Bisht, Arpita Chatterjee and 4 more. Music label: Tips Official.

82 views

Musafir lyrics

Musafir main hoon, yeh kis mod par Nazar mein nahi hai koi bhi dagar Parinda jaise phire darbadar Yeh puche kahan hai mera ik basar Jahan waqt ho thamaa
Aur ho sukoon zara
Kyun tanhaiyaiyan yaiyaiyan
Dil ki duhaiyaiyaan yaiyaiyan

Kyun yeh judaiyaiyan yaiyaiyan
Rooh mein samaiyaiyan yaiyaiyan
Main hi nazar, main hi zubaan Main hi toh khwaish Main khawabon mein hoon Main hi asar, main hi wazah Main hi toh apne iraadon mein hoon Khud se hi roshan Khud ka main humdam Khud ka hoon rehbar Hai khud pe yakeen bas mujhe Hmm
Par apno se faasley hain Kyun tanhaiyaiyan yaiyaiyan

Dil ki duhaiyaiyaan yaiyaiyan
Kyun yeh judaiyaiyan yaiyaiyan
Rooh mein samaiyaiyan yaiyaiyan
Ek ehsaan kar de zara Apni mohabbat ki dede panaah Jeene ka hai tu hi sabab Phir kya karun main yeh jazbat bayaan Tujhse judun main Juda hi rahun main Teri bafaun ke saaye mein Yeh safar kate Kyun tanhaiyaiyan yaiyaiyan

Dil ki duhaiyaiyaan yaiyaiyan
Kyun yeh judaiyaiyan yaiyaiyan
Rooh mein samaiyaiyan yaiyaiyan
Musafir main hoon, yeh kis mod par Nazar mein nahi hai koi bhi dagar Parinda jaise phire darbadar Yeh puche kahan hai mera ek basar Jahan waqt ho thamaa

Aur ho sukoon zara

Lyrics are the property of their respective authors and Tips Official. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.

About this song

Who sang Musafir?
Musafir is sung by Kk.
Who wrote the lyrics of Musafir?
The lyrics of Musafir were written by Amitabh S. Verma.
Who composed the music for Musafir?
The music of Musafir was composed by Mithoon.
Which movie or album is Musafir from?
Musafir is a Hindi song from Shab, released in 2017, starring Raveena Tandon, Ashish Bisht, Arpita Chatterjee.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.