
Raabta Title Track is a Hindi song from Raabta (2017). It is sung by Nikhita Gandhi. The song has lyrics by Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya and music by Pritam. Starring Kriti Sanon and Sushant Singh Rajput. Music label: T-Series.
Raabta Title Track lyrics
Tann lade toh tann mukk jaaye Rooh jude toh judi reh jaaye Tujhse kiya hai dil ne bayaan Kiya nigaahon ko zubaan Waada wafaa ka kiya Tujhse liya khud ko mila Liya duaavon ka sila Jeene ka sapna liya… Dil ke makaan mein Tu mehmaan rahaa, rahaa Aankhon ki zubaan Kare hai bayaan kahaa ankahaa… Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hmm
Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya Tera nazaara mila, roshan sitaara mila Taqdeer ka jaise koi ishaara mila Tera ehsaan lage hai jahan mein khila Haan khila
Sapno mein mere tera hi nishaan mila Haan mila… Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hadh se zyada mohabbat hoti hai jo Kehte hain ke ibaadat hoti hai woh Qusoor hai ya koi yeh fitoor hai Kyun lage sab kuch andhera hai Bas yeh hi noor hai (2 times) Jo bhi hai manzoor hai
Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta (2 times) Na jaane kya pata…
Lyrics are the property of their respective authors and T-Series. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Raabta Title Track?
- Raabta Title Track is sung by Nikhita Gandhi.
- Who wrote the lyrics of Raabta Title Track?
- The lyrics of Raabta Title Track were written by Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya.
- Who composed the music for Raabta Title Track?
- The music of Raabta Title Track was composed by Pritam.
- Which movie or album is Raabta Title Track from?
- Raabta Title Track is a Hindi song from Raabta, released in 2017, starring Kriti Sanon, Sushant Singh Rajput.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.