Skip to content
LyricalNocturne
Sachi Muchi – Sultan song

Hindi song

Sachi Muchi Lyrics

From Sultan

Sachi Muchi is a Hindi song from Sultan. The song has lyrics by Irshad Kamil. Music label: YRF Music.

100 views

Sachi Muchi lyrics

Singers: Mohit Chauhan & Harshdeep Kaur Music: Vishal-Shekhar Sachi Muchi Song Main gapp na koi maarun Naa baat bolunga kacchi 2-3 saal se mujhko Tu lagi laagne acchi, o hoo hoo… Tu jaan hai sachi muchi O
main gapp na koi maarun Jo baat bolungi sachi Main nakhreeli si chori Hoon saath hi tere acchi, oo… Tu jaan hai sachi muchi O baat ansuni hai Pyar se buni hai Aaj doguni hai aarzu
Ye khwaab hain chahatein Ya mere dil ki aawazein Jaanti hai tu Tere kehne se li maine parvazein (2 times) Main gapp na koi maarun Jo baat bolungi sachi Main nakhreeli si chori Hoon saath hi tere acchi, oo oo oo… Tu jaan hai sachi muchi Leja wahan tera ho jahaan pe jahaan Maine ye de di hai zubaan Chalta jaaunga
Subah ko main laaunga honthon pe hansi Shaamon ko baaton mein teri dhalta jaaunga Main rajj ke chaahun tujhko Le ishq mein teri nachi Main chhad akal ki baatein Phir aaj ho gayi bacchi, oo oo oo… Tu jaan hai sachi muchi O baat ansuni hai Pyar se buni hai Aaj doguni hai aarzu

Ye khwaab hain chahatein Ya mere dil ki aawazein Jaanti hai tu Tere kehne se li maine parvazein (2 times)

Lyrics are the property of their respective authors and YRF Music. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.

About this song

Who wrote the lyrics of Sachi Muchi?
The lyrics of Sachi Muchi were written by Irshad Kamil.
Which movie or album is Sachi Muchi from?
Sachi Muchi is a Hindi song from Sultan.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.