Skip to content
Sarsariya — Mohenjo Daro song artwork

Hindi lyrics · 2016

Sarsariya Lyrics

Shashwat Singh, Shashaa Tirupati

From Mohenjo Daro

106 views

The lyrics

Music: A. R. Rahman Yeh sarsrati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra ke main bhi Disha disha nagar nagar jaaun Khila khila sa jo… Mera ye mann hai Khila khila sa jo… Mera ye tann hai Jo rang rang hai… mere sapne To sab rang hi… laage apne Jo rut koi chhaayi toh chha jaane de Jo aayi angdaai toh aa jaane de Hawaayein jo batayein wohi maan le Tu mann ki satrangi hai ye jaan le Ye sarsarati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sar-sariya… Sar-sar-sariya… Kyun na lehra ke main bhi Disha disha nagar nagar jaaun Lage ke abhi tu hai anjaani Jagat mein jitna
bhi hai paani Hai prem utna
mere mann mein Tu hi to basi hai mere jeevan mein Teri vani mere mann me samati to hai Teri baat mujhe sapne dikhati to hai Tujhe jo dekhu badhti ye dhadkan to hai Hui meethi meethi si mann mein Uljhan toh hai Yeh sarsaraati hawa Jaaye chaaron disha Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya Ye hawa… Sar-sarsariya… Sar-sarsariya… Kyun na lehra ke main bhi Disha disha nagar nagar jaaun Sarsariya

Lyrics belong to their respective authors and T-Series. A line not quite right? Suggest a correction below.

Behind the song

The people behind the words

Sarsariya is a Hindi song from Mohenjo Daro (2016). It is sung by Shashwat Singh and Shashaa Tirupati. The song has lyrics by Javed Akhtar. Starring Hrithik Roshan, Pooja Hegde, Kabir Bedi and 2 more. Music label: T-Series.

A little more context

About this song

Who sang Sarsariya?

Sarsariya is sung by Shashwat Singh, Shashaa Tirupati.

Who wrote the lyrics of Sarsariya?

The lyrics of Sarsariya were written by Javed Akhtar.

Which movie or album is Sarsariya from?

Sarsariya is a Hindi song from Mohenjo Daro, released in 2016, starring Hrithik Roshan, Pooja Hegde, Kabir Bedi.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.