Skip to content
LyricalNocturne
Tu Zaroorat Nahi Tu Zaroori Hai – Fuddu song

Hindi song · 2016

Tu Zaroorat Nahi Tu Zaroori Hai Lyrics

From Fuddu (2016)

Tu Zaroorat Nahi Tu Zaroori Hai is a Hindi song from Fuddu (2016). Starring Shubham, Swati Kapoor, Sharman Joshi and 1 more. Music label: Zee Music Company.

80 views

Tu Zaroorat Nahi Tu Zaroori Hai lyrics

Singers: Gandharv Sachdev, Shreya Ghoshal Music: Sumeet Bellary Lyrics by: Satya Khare Shayari: Ranbir Kapoor Director: Sunil Subramani Aansuon mein shamil hai tu Mujhse jiya jaaun Tere bina kuch nahi main Mujhko hi bolun Mujhko hi gaaun Tu zaroorat nahi Tu zaroori hai (3times) (Ranbir Kapoor) Raah vekh teri ab tang ho gayi Jeena mere liye jaise ek jang ho gayi Yahan wahan jaane kahan kahan khoj li Tere bin jiya jaye na Teri yaad mein raatein Teri yaad mein soye rang Tere sang hai ujaale Tere bin hai andhere Rabb se bhi zyada tu lage hai zaroori Hai zaroori, hai zaroori, hai zaroori Qaid mein tha ab riha hoon Lo hua parinda Main raha hoon Tujhme hi main zinda Aa mila hai tujhse tu na jaana Mil gaya hai jeene ka bahana Ho
Jhooth si hai saari duniya Bas tu hi hai haqiqat Dard mein tu yun mila hai Mil gayi jaise jannat Jee rahi hoon tumse milne jaana Tujhse pehle saans ho ravana Tu zaroorat nahi Tu zaroori hai (3times)

Lyrics are the property of their respective authors and Zee Music Company. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.

About this song

Which movie or album is Tu Zaroorat Nahi Tu Zaroori Hai from?
Tu Zaroorat Nahi Tu Zaroori Hai is a Hindi song from Fuddu, released in 2016, starring Shubham, Swati Kapoor, Sharman Joshi.

Discussion

Sign in to join the discussion or suggest a correction.