
Tum Bin 2 Title Track is a Hindi song from Tum Bin 2 (2016). It is sung by Ankit Tiwari. The song has lyrics by Manoj Muntashir and music by Ankit Tiwari. Starring Neha Sharma, Aditya Seal and Aashim Gulati. Music label: T-Series.
Tum Bin 2 Title Track lyrics
Saath mein the, paas mein the Jaane kaha tum chal diye Raahein jahan jaati nahi Dekho wahaan tum chal diye ( 2 times ) Yaara tum bin jeene mein Saansein chhubhe hain seene mein Tum bin raha jaaye na Tum bin jiya jaaye na ( 2 times ) Rozana ye uljhan rehti hai jaane kyun Jaise kuch pyara sa kahi rakh ke bhoole ho Tum yahi thhe haan yahi thhe Kho gaye ho kaha Yaara tum bin jeene mein Saansein chhubhe hain seene mein Tum bin raha jaaye na Tum bin jiya jaaye na ( 2 times ) Lagta hai ke tum bin Ab hum reh na payenge Kya toota hai andar Yeh hum keh na payenge Aa bhi jaao hum se aakhir kaise naraziya Yaara tum bin jeene mein Saansein chhubhe hain seene mein Tum bin raha jaaye na Tum bin jiya jaaye na ( 3 times ) Hey oh o
Life mein jo hum chahte hain Aur jo hum chunte hain Uske beech mein Humari kamzori chupi hoti hai Aur kabhi kabhi taakat
Lyrics are the property of their respective authors and T-Series. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Tum Bin 2 Title Track?
- Tum Bin 2 Title Track is sung by Ankit Tiwari.
- Who wrote the lyrics of Tum Bin 2 Title Track?
- The lyrics of Tum Bin 2 Title Track were written by Manoj Muntashir.
- Who composed the music for Tum Bin 2 Title Track?
- The music of Tum Bin 2 Title Track was composed by Ankit Tiwari.
- Which movie or album is Tum Bin 2 Title Track from?
- Tum Bin 2 Title Track is a Hindi song from Tum Bin 2, released in 2016, starring Neha Sharma, Aditya Seal, Aashim Gulati.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.