
Yaqeen is a Hindi song from 31St October (2016). It is sung by Sonu Nigam. The song has lyrics by Vijay Verma and music by Mehboob. Starring Soha Ali Khan, Vir Das, Lakha Lakhwinder Singh and 1 more. Music label: Zee Music Company.
Yaqeen lyrics
Yaqeen Aise Toota Bhram Apna Loota Ye Samjhe The Hum Ke Watan Hai Hamara Tumhara The Tinke Ki Galti Gharonda Hi Toda Ye Samjhe The Hum Ke Ye Ghar Hai Hamara Tumhara Ye Zinda Chitaayein Ye Murda Duayein Kahin Tir O Nastar Kahin Chikh O Aahein Ke Insaan Se Insaan Bachta Firey Maara Maara Maao Ke Sir Se Cheeni Hai Chadar Bilakhte Ye Nanhe Besaaya Beghar Maao Ke Sir Se Cheeni Hai Chadar Bilakhte Ye Nanhe Besaaya Beghar Kamzor Kaandhe Pe Aulaad Ke Sang Rakshak Bhi Hai Tu Aaj Raavn Ke Afsar Ki Daaman Hi Insaaniyat Ka Hua Para Para Lashon Ko Bhi Lootne Ye Lage Hain Jeevan Ke Saude Bhi Hone Lage Hain Lashon Ko Bhi Lootne Ye Lage Hain Jeevan Ke Saude Bhi Hone Lage Hain Hai Aag Harsu Magar Dil Andhere Padosi Padosi Se Darne Lage Hain Wo Vishwas Gum Hai Kahin Chup Gaya Haara Haara Har Mod Per Ek Kaatil Khada Hai Wo Ghaat Mein Bus Isi Ki Laga Hai Har Mod Per Ek Kaatil Khada Hai Wo Ghaat Mein Bus Isi Ki Laga Hai Ke Kab Ek Lahu Dusra Khoon Bahaye Mitti Ka Ek Tan Kab Duja Dhaaye Ki Aangan Ki Gita Ka Har Ek Sabak Kara Kara
Lyrics are the property of their respective authors and Zee Music Company. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Yaqeen?
- Yaqeen is sung by Sonu Nigam.
- Who wrote the lyrics of Yaqeen?
- The lyrics of Yaqeen were written by Vijay Verma.
- Who composed the music for Yaqeen?
- The music of Yaqeen was composed by Mehboob.
- Which movie or album is Yaqeen from?
- Yaqeen is a Hindi song from 31St October, released in 2016, starring Soha Ali Khan, Vir Das, Lakha Lakhwinder Singh.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.