
Ek Talaash Hai is a Hindi song from Mona Darling (2017). It is sung by Sakina Khan and Vasudha Sharma.. The song has lyrics by Sameer Satija and music by Manish J. Tipu. Starring Anshuman Jha, Divya Menon, Sanjay Suri and 1 more. Music label: T-Series.
Ek Talaash Hai lyrics
Ek talash hai
Zindagi yeh
Manzil hai kahan?
Hain bas raastein. Bhagte hai
Bewajah
Mat pucho jaana kahan hai?
Khwabo ki check list jahan hai. Jo bhi ho hum ko pata hai. Sab ka waqt aata hai, Apna daur aayega
YOLO
Bro jaldi bhi kya re, YOLO
Yo chill mar na re, YOLO
Khud se hai yeh waada, Har lamhe ko jiyenge yahan
Koi toh ho bin shart jo, Haan mujh se pyar kare. Jaisi hoon main, waisi kyun hoon, Na yeh sawaal kare. Jo samjhe mujhe meri soch ko, Aisa milega kahaan
YOLO
Bro jaldi bhi kya re, YOLO
Yo chill mar na re, YOLO
Khud se hai yeh waada, Har lamhe ko jiyenge yahan
Lyrics are the property of their respective authors and T-Series. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Ek Talaash Hai?
- Ek Talaash Hai is sung by Sakina Khan, Vasudha Sharma..
- Who wrote the lyrics of Ek Talaash Hai?
- The lyrics of Ek Talaash Hai were written by Sameer Satija.
- Who composed the music for Ek Talaash Hai?
- The music of Ek Talaash Hai was composed by Manish J. Tipu.
- Which movie or album is Ek Talaash Hai from?
- Ek Talaash Hai is a Hindi song from Mona Darling, released in 2017, starring Anshuman Jha, Divya Menon, Sanjay Suri.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.