
Mehram is a Hindi song from Kahaani 2 Durga Rani Singh (2016). It is sung by Arijit Singh. The song has lyrics by Amitabh Bhattacharya and music by Clinton Cerejo. Starring Vidya Balan and Arjun Rampal. Music label: Saregama India Ltd..
Mehram lyrics
Teri ungli thaam ke Teri duniya mein chalun Mere rang tu na rangey Toh tere rang mein main dhalun Mujhe kuch mat de Bas rakh le mera nazrana Bin sharton ke Haan tujhse mera yaraana Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram jaan le (2 times) Meri aankhon mein teri Soorat pehchan le Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram, mujhe mehram jaan le Khul ke na keh sake Kaanon mein bol de Apna har raaz tu Aa mujhpe khol de Mere rehte
bhala kis baat ka hai ghabrana Ab se tera
hafiz hai mera yaarana Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram jaan le (2 times) Meri aankhon mein teri Soorat pehchan le Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram, mujhe mehram jaan le Tere hisse ka neela aasmaan Hoga na kabhi baadal mein chupa Tujhpe aanch na, koi aayegi Taqleefein kabhi chhuna payengi Mujhe yeh waada hai jeete jee pura kar jaana Bin sharton ke
haan tujhse mera yaarana Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram jaan le (2 times) Meri aankhon mein teri Soorat pehchan le Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram, mujhe mehram Mujhe mehram
Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram jaan le (2 times) Meri aankhon mein teri Soorat pehchan le Mujhe mehram mehram mehram Mujhe mehram
jaan le
Lyrics are the property of their respective authors and Saregama India Ltd.. Spotted a mistake? Suggest a correction in the discussion below.
About this song
- Who sang Mehram?
- Mehram is sung by Arijit Singh.
- Who wrote the lyrics of Mehram?
- The lyrics of Mehram were written by Amitabh Bhattacharya.
- Who composed the music for Mehram?
- The music of Mehram was composed by Clinton Cerejo.
- Which movie or album is Mehram from?
- Mehram is a Hindi song from Kahaani 2 Durga Rani Singh, released in 2016, starring Vidya Balan, Arjun Rampal.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.