
Hindi lyrics · 2017
Safar Lyrics
From Jab Harry Met Sejal
Ab na mujhko yaad beeta Main toh lamhon mein jeeta Chala ja raha hoon Main kahaan pe ja raha hoon… Kahaan hoon?
Iss yaqeen se main yahan hoon Ki zamana yeh bhala hai Aur jo raah mein mila hai Thodi door jo chala hai Woh bhi aadmi bhala tha Pata tha… Zara bas khafa tha Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi Woh rasta puraana jisey yaad aana Zaroori tha lekin jo roya mere bin Wo ek mera ghar tha Puraana sa darr tha Magar ab na main apne ghar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha (2 times) Main raha… o o… Main raha… wo o… Main raha… Meel pattharon se meri dosti hai Chaal meri kya hai raah jaanti hai Jaane rozana… zamana wohi rozana Shehar shehar fursaton ko bechta hoon Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon Aise rozana
rozana khud se begana… Jabse gaanv se main shehar hua Itna kadva ho gaya ki zehar hua Main toh rozana Na chaaha tha yeh ho jaana maine Ye umrr, waqt, raasta
guzarta raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha (2 times) Main raha
oo
Main raha
wo
Main raha… Safar ka hi tha main safar ka raha
Lyrics belong to their respective authors and Sony Music India. A line not quite right? Suggest a correction below.
Behind the song
The people behind the words
Safar is a Hindi song from Jab Harry Met Sejal (2017). It is sung by Arijit Singh. The song has lyrics by Irshad Kamil and music by Pritam. Starring Shah Rukh Khan and Anushka Sharma. Music label: Sony Music India.
A little more context
About this song
Who sang Safar?
Safar is sung by Arijit Singh.
Who wrote the lyrics of Safar?
The lyrics of Safar were written by Irshad Kamil.
Who composed the music for Safar?
The music of Safar was composed by Pritam.
Which movie or album is Safar from?
Safar is a Hindi song from Jab Harry Met Sejal, released in 2017, starring Shah Rukh Khan, Anushka Sharma.
Discussion
Sign in to join the discussion or suggest a correction.